Showing posts with label rockstar. Show all posts
Showing posts with label rockstar. Show all posts

Tuesday, December 6, 2016

Kun Fayakun Lyrics


Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein
Tere bin khali aaja khalipan mein
Ooo…

Rangreza Rangreza
Rangreza aa…..
Ho o … Rangreza Rangreza

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann

Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O Maulaa…
Maulaa… aa…

Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Aaa
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallam

Ho mujh pe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujh se hi riha
Mujh se hi rihaaa…

Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahaan main to jaanu hi na

Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaya
Main tto jag ko naa bhaya
Tune gale se lagaya
Haq tu hi hai khudaya
Sach tu hi hai khudaya
Aaa…

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem
SalAllah hu alayhi wasallam

Thursday, December 1, 2016

Tum Ho (Lyrics)


Oooh ho….
Tum ho
Tum ho paas mere
Saath mere ho
Tum yun
Jitna mehsoos karoon tumko
Utna hi paa bhi loon

Tum ho mere liye
Mere liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya
Tum ko, tumko main jeeta hoon

Oooh ho….
Tum ho
ahmmm….
Aaah haa aa…

Kahin se.. kahin ko.. bhi
Aao bewajah chale
Poochhe bina kisi se
Hum mile

Bandishein naa rahi koi baaqi
Tum ho
Tum ho paas mere
Saath mere ho tum yun
Jitna mehsoos karooon tumko
Utna hi paa bhi loon

Ooooh ho ho…

Kis tarah chheenega aa
Mujh se ye jahaan tumhe
Tum bhi ho main
Kya fiqar ab humein

Tum ho mere liye 
Mere liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya
Tum ko, Tumko main jeeta hoon

Ooooh hoo ho…
Tum ho
Hoo aa….