ham kis gali ja rahe hain - (2)
apna koyee thikana nahee - (2)
armano kee anjuman me, besud hain apnee lagan me
apna koyee fasana nahee - (2)
yeh yi yeh... ooo... - (2)
(ek ajnabee sa chehara, rehta hain meree najar me
ek dard aa ke thehara din rat darde jigar me) - (2)
jagee hain kaisee talab see, yeh aarju hain ajab see
lekin kisiko batana nahee - (2)
ham kis gali ja rahe hain - (2)
apna koyee thikana nahee - (2)
(betabiya hain pal pal chhaya yeh kaisa nasha hai
khamoshiyo me sada hosh bhee gumshuda hai) - (2)
dar dar kaa ghumata hai, mastee me kyun jhumata hai
divane dil ne jana nahee - (2)
ham kis gali ja rahe hain - (2)
apna koyee thikana nahee - (4)