Kaise bataayein, kyun tujhko chahe
Yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki.
Aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane na . tu jaane na.
Tu jaane na . tu jaane na.
Milke bhi, hum na mile
Tum se na jaane kyun...
Meelon ke, hai faasle
Tum se na jaane kyun.
Anjaane, hai silsile
Tum se na jaane kyun.
Sapne hai, palkon tale
Tum se na jaane kyun...
Kaise bataayein, kyun tujhko chahe
Yaara bataa na paaye
Baatein dilo ki, dekho jo baaki
Aankhein tujhe samjhaye
Tu jaane naa.aaa...
Tu jaane na . tu jaane na .
Tu jaane naaaa...
Nigahon mein dekho meri
Jo hai bas gayaaa.
Woh hai milta tumse hubahuu.
Ooo
Jane teri aankhein thi ya
Baatein thi wajaah
Hue tum jo dil ki aarzoo...
Tum paas ho ke bhi
Tum aas ho ke bhi
Ehsaas ho kee bhi
Apne nahi... aise hain
Humko gile, tumse na jaane kyun.
Meelon ke, hain faasle
Tum se na jaane kyun...
Tu jaane na . tu jaane na
Tu jaane na . tu jaane na
Ooo
Jaane na jaane na jaane na
Haa aa.
Tu jaane na .
Khayalon mein lakhon baatein
Yun to keh gaya...
Bola kuch na tere samne...
Ooo
Hue na begaane
Bhi tum hoke aur ke
Dekho tum na, mere hi baney.
Afsos hota hai
Dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai
Pagla hua Soche ye
Hum the mile
Tumse na jaane kyun.
Meelon ke, hain faasle
Tum se na jaane kyun.
Anjaane, hai silsale
Tum se na jaane kyun.
Sapne hain, palkon tale
Tum se na jaane kyun...
Kaise bataayein, kyun tujhko chahe
Yaara bataa na paaye.
Baatein dilo ki, dekho jo baaki
Aankhein tujhe samjhaye.
Tu jaane na... tu jaane na
Tu jaane na... tu jaane na
Tu jaane na... tu jaane na...
Tu jaane na ...tu jaane na ...
Tu jaaaane na...
No comments:
Post a Comment